Meesho app kya h ? Meesho app se paise kaise kamaye 2022 .



Meesho kya h aur isse kaise kamaye -- Dosto aapne internet me kabhi agar online earning app ke bare me search kya h to aapne search result me jarur meesho app ko bhi dekha hoga . 

Yah puri tarah se ek bhartiya app h jisne bahut hi kam samay me apni lokpriyta ko ek mukaam tak pahuncha diya h aur bazaar me apni acchi pakad bhi bana liya h .

Bina investment ke apna  business khada karna aur usse acchi kamai karne ke icchuk logo ke liye ek shandaar app h .

Meesho app ke saath apni khud ka business suru karne aur income karne ke liye  is article ko jarur pade meesho app kya h ? Meesho app se paise kaise kamaye 2022 .



Moj app kya h isse paise kamane kev5 asan tarike

Meesho app kya h ? Paise kaise kamaye
Meesho kya h 




Meesho ek viswasnniya aur surakshit app h jo ki ek bhartiya app h . Iske itni jaldi  lokpriya hone ka karan iske service aur suvidha ke saath ise business me use karne me asani ka hona bhi mana jata h .


Meesho app kya h 


Meesho ek bhartiya reselling app h jo ki bharat ki sabse badi reselling app bhi h .  Jo Amazon flipkart ki hi tarah kai company ke products apne site par sell karwate h , janha har tarah ke saman asani se online uplabdh karai jati h customers ke jarurat aur maang ke anusar .

Yanha bazaar ki apekshz kaam daam me samno ko online upllabdh karai jati h . Yanha aap sirf online shopping hi nahi balki aap meesho app se judkar apna khud ka business bhi khada kar sakte h . Wo bhi bina kisi investment ke .


Jaise ki aap jante h companies apne samano ko adhik matra me bechne ke liye wholesale rate yani kafi kam kimat ka offer deti h . 


Meesho app me badi badi companies ki products  wholesale rate me upladh ho jate h . Customers ko bhi acchi products kam kimat me milne ke karan we yanha se shopping karna pasand karte h .


 Meesho me aapko kisi products ke selling price tai karne ka adhikar hota h yani aap kisi products ko apne dwars tai ki huidar par bech sakte h . 


Jaise maan lijiye kisi product ka rate h 80 rs , products ko sale karte samay aap apne profit ko dekhte huye us product ki keemat tai kar use 90 , 96 ya phir 100 rs rakh sakte h .



Meesho app kis desh ( country ) ka h . 



Meesho puri tarah se ek Indian app h jo online reselling business ke liye banaya gaya site h . Iska head office banglore me stith h aur iski sthapana saal 2015 me Vidit Atre aur Sanjeev Baranwal namak 2 IIT Delhi ke graduate students ne kiya tha .




Kya meesho surakshit ,safe h  ?


Ji haan meesho app puri tarah se ek safe online reselling site h . Iski maket funding aur playstore me downloads ki volume dekhkar aap asani se samjh sakte h ki is par trust kar iske use  ( shopping) karne wale kitne log honge . 




Meesho app download kaise kare 


Meesho app ko apne mobile ya laptop me download karne ke liye sabse pahle playsotre me jakar search kare meesho .


Playstore ke search me meesho app milne ke baad use download karke apne device me install , save kare .



Meesho app me accounts banakar kaise use kare .


Meesho app ko apne device me install karne ke baad . Meesho me accounts banane  ke liye . App ko install karke use open kare .


Open karte hi aapke samne ek screen aayegi uske niche continues par click kare .



Continues par click karte hi next screen me aapka mobile number manga jayega jisse aake mobile par verification ke liye ek  OTP bheja ja sake . Mobile number enter kare aur OTP par click kare .


Yanha aapka OTP apne aap messho dwara vary kar liya jata h . Ab jo screen khulegi usme continues par click kare .


Next screen me aapko apna gender select karna h . Apna gender select karke continues par click kare .


Ab aapka meesha me account ban kar taiyyar  h aur aap ise use kar sakte h . Meesho ko smoothly use karne ke liye iski kuch settings karni hoti h .


ebook kya h know ebook in hindi

Ipl se paise kamane wale 5 apps

Mobile se paise kamanr wale 7 apps






Meesho app se paise kaise kamay



Dosto meesho ek reselling app janha meesho  me uplabdh different companies ke  utpado ko becha jata h ya bechne me madad ki jati h . 


Meesho app me listed samano ki list me se apne pasand ke kisi product ko select karke uske price me apne margin ko jod kar naye price ke saath use betcha jata h jisse aapko bhi income hota h .

Chaliye ab hum iske process ko samajh lete h . 

Sabse pahle diye gaye products list me se koi product ko select kare . Jise aap bechna chahte h ya jisse  aap bech sakte h .


Ab us selected products par click kare jisse products ki features aapko mil jaayegi . Products ki features ya visestayen aapko jarur malum hona chahiye .


Ab margin button me click karke product ke price me apne margin ko add kare . Jaise kisi products ka price agar 530 rs h to aap usme apni margin 50 rs ( margin aapko tai karna h ) jode kar uska selling price 580 kare .


Ab products ke naye price ke saath social share button me click kar use apne dosto patichito ko send kare aur bhi social site par share kare .


Agar kisi ko products pasand aata h aur wo use kharidna chahta h . Aap uska delivery address daal kar product use send kar de . Products ke delivery ka kaam meesho khud karta h .

Products ke bikne par uske original price 530 rs company ko jata h aur apke margin amount aapke bank account me chala jata h .


Mujhe lagta h ab aap samjh gaye honge meesho se paise kaise kama sakte h . 


Ab Jara samjh lete h hum meesho ko products ko kanha sale kar sakte h 


i)   Whattsapp  --- meesho app ke products ko apne friends aur whattsapp group me share karke jyada logo tak pahuch sakte h . Apne products ke Pic aur details share karke products ki order paa sakte h .


ii)  Facebook --- Facebook bhi ek accha platform h  apne products ko adhik logo tak pahuchane ke liye . Facebook group , Facebook page product ko promote karne ka accha madhyam h .


iii)  Instagram--- Aaj Instagram ka use lakho csroro log karte h aap bhi apne Instagram me apne followers increase karke unke bich apne products promote kar sakte h .


iv)  Telegram  --- Telegram bhi whattsapp ki hi tarsh ka ek social sharing app h yanha bhi apna products promote kiya ja sakta h .



Business ki suruaat kaise kare (first order kaise paye)



Meesho app se judkar apna business karne ke liye apna first order kaise prapt kare har koi yshi sochta h jo ki bahut asaan h . Apne parichito ristedaro apne parvar ke kisi sadasya ko hi apna pahla customer bana sakte h . Aur apne profitable business ka sri Ganesh kar sakte h .


FAQ


Kya meesho app surakshit h 


Ji haan meesho app bilkul ek surakchit app h aap ise is tarah samajh sakte h bahut kam samay me playstore se ise 5000000 se jyada bar download kiya ja chuka h .


Meesho kis country ki company h .


Meesho puri tarah se ek bhartiya app h iske head office Bangalore me h . Jise 2016 me Delhi IIT ke 2 student   ne banaya tha .


Meesho app kanha se download kare


Meesho app ko playstore sr download kar sakte h .


Kya meesho se paise kamaye ja sakte h .


Ji bilkul meesho reseller ban kar uske products ko bikwa kar apna profit apne bank account me transfer karwa sakte h .




Dosto aaj ki post meesho app kya h ? meesho app se paise kaise kamaye 2022 ,  Pad kar agar post me di hui jankariyan acchi lagi ho to ise spne dosto aur social media me jarur share kare . Agle post me aap logo ke liye aisi hi jankari le kar aaunga  . Post padne kr liye aapka dhanyabad .












1