Bloger blog me error 404 page not found ko kaise fix/set kare


Hello dosto Agar aap bhi blogging karte h to sayad aapka bhi samna error 404 se jarur hua hoga . Agar aap bhi janana chahte h error 404 kya h ye kyun hota h aur ise kaise fix kya jata h . To aap ko es article ko jarur pura padna chahiye .


Ji haan aaj ke article me aap ko error 404 ke bare me padne ko milenge . Is post me error 404 kya h aur  Bloger blog me error 404 page not found ko fix/set kaise kare . Jise padkar aap asani se error 404 ko  fix kar sakte h .


Kisi blog me 404 error ka show hona us blog ke SEO par bhi asar dalta h .





Error 404 ko bloger me fix kaise kare
Error 404 fix kaise kare




Error 404 page not found error kya hota h .












Error 404 ek samanya website error message h jo ki kisi link ke search result me  us link ki content show nahi hone ke karan show hota h . Iska matlab hota h us link me koi content nahi h .

Ye error ka message aur bhi kai karano se aata h . Iska sambandh blog ki link ya url se hota h .

Kisi link ko galat spelling ke saath click karne par bhi hume 404 error ka message show hota h . 

Kabhi kabhi hum kisi url me kuch changes  karte h ya phir kisi post ya article ko delet kar dete h . Magar wo post google search console me index ho jati h . Jab visitor in links par click karte h to link ke moujud na hone ke karan 404 page not found error message show hota h .


Blogger Blog Me 404 Page Not Found Kyu Aata Hai



Blog me 404 error ke show hone ke kai karan h yanha mukhy karsno ko samajhiye .

1  .  Blog owner dwara apne kisi content ko delet kar diya ho tab agar koi user us content ke link par click karne par content delet hone ke karan show nahi hoti h aur uske badle 404 error ka message show hone lagti h ..

2  .  Bahut bar blog owner apne url ko change kar dete h jiske karan koi user agar uske purane url me click karta h to use koi content nahi milta h balki 404 error ka message show hota h .

3  .   Users ke dwara url ko apne browser me galat tarah se type karne par bhi error 404 ka message show hota h .

4  .   Kisi aisi website ya domain name name ko search karne par jo ki asal me internet me hai hi nahi jo exitbhi nahi karta tab hi error ka message show karega .
5  .  Interlinking karte samay galat url link karne par bhi error show hoti h .
 







Bloger blog Me 404 Page Not Found Error Ka Pata Kaise Lagaye




Apne blog me error 404 ka pata lagana bahut asan h iske liye aap ko google search console ki madad leni hogi . janha blog ke post jisme error show ho rahi h uska pata laga sakte h .

Google search console me blog ke submit hone ke karan apki sari listed url ka record wanha rehta h . Chaliye hum janenge search console me hum kaise 404 error ka pata laga sakte h .

Sabsr pehle google search console me login kare .

Ab aapke samne search console ka dashboard khul jayegi . Left side me sabse upar apne blog ko select karle .



Search console me apna blog select
Select blog in search console






Apne blog ko select karne ke baad dashboard me  coverage ko select kar click kare .

Search console me coverage option
Select coverage in GSC

Coverage ko select karte hi apke samne aapke blog ke no of  submitted url  , indexed url , discover currently not indexed . Crawled but not indexed show hogi . Yanha niche Pic me coloured me error 404 show ho rahi .


Blog me error 404 search karna
404 error url


Apke detail error url dekhne ke liye usme click kare aapko apki error url show hogi  👇


Error 404 in search console
Submitted url 404 error





Blog Me 404 Page Not Found Ko fix Kaise Kare



Sabse pahle  bloger ke dashboard me aaye niche aapko settings ka option milega . Settings me click karte hi 




Setting me click karne ke baad error and redirect ko select kare . Ab custom 404 ko select kare aur usme ye code paste kare

Sorry, the page you're looking for in this blog does not exist.

You will be redirected to homepage shortly.

  <script type = "text/javascript">

  PNF_redirect = setTimeout(function() {

  location.pathname= "https://your site name/"

  }, 5000);

  </script>



(Your site me apne blog ka name likhe )


Ab save ke button par click kar le .

Ab jab bhi koi aapke kisi aise url par click karta h jo ki broken error ya error 404 show karta h tab aap automatic aapke blog ke home page par pahuch jayenge .


Dosto aaj aapne sikha error 404 kya h , kyun hota h spne blog me error 404 ka pata kaise lagaye aur ise kaise fix karte h  .

Ummeed karta hun aap ko meri ue post 
Bloger blog me error 404 page not found ko kaise fix/set kare acchi lagi hogi , to jarur ise apne dosto aur naye bloggers ke saath share kare . 
Dhanyabad