Blog post title seo aur users friendly kaise banaye






Ek accha SEO friendly title har blog post ke liye important hota h . Aaj ke post me hum jaanenge blog post title ka seo aur user friendly kyun hona chahiye . Saath hi blog post title kya h , post title kaise banaye  Jisse visitors title padhkar  blog ki aur attract ho sake .


Aap apne post me kitna hi accha article likh kar post karte ho par agar wo visitors tak pahunche hi nahi to traffic ki baat karna bemani hogi  . Yanha hume visitors aur   search engines ko attract karne ke liye attractive aur catchy title ki jarurat hoti h . Ek kahawat jo dikhta h wohi bikta h wali tarz me . Blog post title seo aur users friendly kaise banaye .


              


Seo aur user friendly blog post
Seo aur users friendly title

Is post me hum janenge blog post ke liye search engines ko pasand aanewali aur saath hi users ya visitors ko bhi pasand aanewali post title kaise likhe .

Custom redirect kya h ? Bloger me url redirect kaise kare

Bloger blog post me headings ka use

Blog ko google search console me kaise add kare

Usse pehle hum blog post title ke bare me janenge .




Blog post title kya h 




Blog post title matlab post ka title jisse hum post ka sirsak bhi kahte h . H1 heading tag jisse hum main heading kahte h . Blog title  jis par hamara post ka visay ya content likha hota h .


Ye kahna galat nahi hoga post title dekhkar hum samjh sakte h ki post kis visay me likhi gayee h .

SEO kya h ? Seo kaise kare aur kyun jaruri h

Table of content kya h bloger me toc kaise lagaye

Blog ki basic settings kaise kare .

SEO friendly blog post title kaise banaye




SEO friendly blog post title banate samay hamesha khayal aata h , title kya rakhe blog title kaise banaye . Blog title kaise banaye jo user aur SEO dono ko pasand aaye  . Blog post title banate samay man me anek sawal aati h unhi sawalo ka jawab pane ke liye kuch tips .


1  . Use main keyword


Agar hume apne post title ko seo friendly banana h to hume apne focused keywords ko apne title me jarur samil karna hoga. Jis main keyword par aapne apna post likha h use post me jarur likhe .

Title dekhkar hi visitors samjh jate h ki post me kis tarah ki jankari milne wali h .


2 .  Use short Title


Blog post ko adhik lamba na rakhe kyunki search engines ke result page me sabdo ki Sankha limit hoti h . Search engine result page me 60 se 65 letters hi show hote h  Isliye title ka chota hona yani ek line jisme sabdo ki sankha ka dhyan rahha gata ho behtar hoti h .

Adhik lamba title google search ke viewable limit se bahar hone par google use show nahi karega jo ki SEO ke najriye se thik nahi h .


3 .  Use catchy special words


Blog title me kuch special aur catchy words ka use karna accha rehta h . Jisse visitors ke man me koi imotions,  jigyasa , koi sawal , problem solution  jagaye .

For exam-  Best  , Top , important, best guide ,


4  .  Use no in title


Blog post title ko seo aur catchy banane ke liye no ka use karna accha hota h . Jaise top 10 , best 7 , 2022 ,

Har bloger apne blog me no ka istemal jarur karte h . Isse title akarshak lagta h .


5  .   Use visitors choice word


Hume apne blog me un words ko use karna chahiye jo visitors ko pasand h . Jis topic aur words ko visitors sabse jyada search karte h .

Hume ye pata karna chahiye log kis bare me janana chahte h , baatein karna ,chahte h . Google me search ya fir question karte h .


 6  .  Keywords ko repeat na kare


Post title me keywords ka use karna jaruri h par iska matlab ye nahi ki keywords ko dubara use kiya jaye . Dubara keywords ke use se Seo me koi fark to nahi padta h par bewajah title lambi ho jati h .

Title me sabdo ki ek Sima rekha h usse jyada words SERP me show nahi hota h  .


7 .  Related keywords 


Aapne dekha hoga aap jab bhi koi word google me search karte ho . Google  search result ke saath kuch related keyword ki list bhi show karta h . Hume apne title me related keywords bhi use karna chahiye .


Agar hum apne blog title banate samay me in baato ka dhyan rakhte huye apna title banate h to hume iska fayda jarur nazar aayega  .


Aap ko hamari article Blog post title seo aur users friendly kaise banayepasand aayee ho to kripaya ise apne friends ke saath jarur share kare .



Old blog post ko update kaise kare

Blog me acche comments kaise kare .